Baitullah Aur Ali Ibne Abi Talib
Syed ul Ulama Syed Ali Naqi Naqvi t.s.
Hazrat Ali a.s. ki Kaba meiN wiladat se muta'lliq 3 eiterazaat ke jawabaat.
1) Agar Ameerul Momeneen a.s. ki wiladat ke waqt Kaba Qibla na tha, Butkhana tha to eik Butkhane mein paida hona kaun se sharaf ki baat hai?
2) Agar Kaba mein wiladat e Ali a.s. hui ho to paidaesh ke waqt zachcha jis tarah ke nijasaat se aaludah hoti hai woh kisi tarah Kaba ki taharat wa izzat se munasebat nahiN rakhtiN, lehaza yeh rewayat maan'ne ke qabil nahiN hai.
3) Yeh riwayat kutub e Ahle Sunnat meiN maujood nahiN hai.
FREE DOWNLOAD LINK
http://www.slideshare.net/changezi/baitullah-aur-ali-ibne-abi-talib-as-syed-ul-ulama-syed-ali-naqi-naqvi-ts
No comments:
Post a Comment